Saturday, 10 January 2015

Pooraney zamaney main Log Film industry ko Bura maantey they kyonki logo main tehzeeb thi sharam thi Aur yoo seedhey sahbdo main kahey to maryaada thi lekin aaj ke daur main achanak se film industry achi ho gayi waha ke log achey ho gaye sab acha ho gaya kyon........ Shayad kisi ke pass iska jawab ho ga aur shayad kisi ke pass iska jawab nahi bhi hoga par jaha tak main sochta hu to Iska sabse bada kaaran ho gaya hai had se jada mili freedom ko aur ismain galti hum jese nau jawano ki bhi hai jo freedom kaa kuch galat hi matlab nikaal bethey hai humey chhotey badon ki tameez hi nahi rahi KAMINA Word humara standard hona darshata hai .......smoking karna Alcaholic hona ye sab kya hai aur kyon hai hum kaha jaa rahey hai nahi pata ye sab asar jo aaj kal ki yuva peedhi par ho raha hai iska sabse bada kaaran main aaj kal Jo gatiyaa movies ban rahi hai main usko maanta hu ab log poochnengey ki essa kyon ??????/ to uska jawab mere hissab se ye hai ki Ladkiyon ko ladko se Jada freedom thi par aurat khud hi aurat ki dushman hoti hai ye baat mujey bolney main koi sharam nahi hai movie se inspire ho kar hi log seekhtey hai par movie bhi wohi jo unko achi lagti hai ussi se wo seekhtey hai aaj kal ke ladkey aur ladkiyaan kaha jaa rahey hai ye hum sabko pata hai humarey pass sabse pehley itni power honi chahiye ki hum gatiyaan ashlil movie kaa virodh karain aur Gatiya movie naa dekhey aur jo dekhe Young Boy aur Girl to unke Maa aur Pita ji ko kaan ke neechey ek Itna jordaar tamacha maarna chhahiye ki unko haqqiqat kaa ehsaas ho ki realty aur reel life main kya fark hota hai ........................................................................................TO BE CONTINUED 

No comments:

Post a Comment